Channels |
|
|
Site Tools |
|
|
Services |
|
|
Chat Room |
|
|
|
|
 |
Funny
Shairee
|
|
Page : 1 -- 2 -- 3
-- 4 -- 5 -- 6 |
Dulha...
Uss nay mujhko dabb latarraa !
Maara jaeyga!
Phir us k abbay nay chaarra (daanta)!
Maara Jaeyga!
Us k chaaroun bhaiyon nay mujhko tarri lagai..
Abb k tu nay usko taarraa (dekha)!
Maara jaeyga!
Aflatoon nay khwaab mein aa kar! mujhko ye samjhaaya!
Jo bhi banda ho gaa maarraa (kamzor)!
Maara Jaeyga!
Haakim-e-waqt nay, waqt k majjnoo ko ye notice ditta (diya)!
Abb k tu nay chagga(kameez) phaarra !
Maara jaeyga!
Ekk kanwaaray puttar ko, us k abbay nay samjhaaya!
Jis din bhi tu baneya LAARRAA (dulha)!
Maara Jaeyga!!!
adaab! |
|
Page : 1 -- 2 -- 3
-- 4 -- 5 -- 6 |
|